رسول اللہ صلی اللہ عليہ وسلم نے فرمايا :
جس نے کسی کو تکلیف پہنچائی تو اللہ تعالیٰ اسے تکلیف پہنچائے گا، اور جس نے کسی سے دشمنی کی تو اللہ تعالیٰ اس سے دشمنی کرے گا ۔
Roman Urdu
Muhammad Sallallahu álayhi wa sallam ne farmaya!
Jisne kisi ko takleef paonchayi to Allah ta'ala ose takleef paonchaye ga,aur jisne kisi se dushmani ki to Allah ta'ala us se dushmani kare ga -
English
Messenger of Allah (ﷺ) saying :
If anyone harms (others), Allah will harm him, and if anyone shows hostility to others, Allah will show hostility to him.
Grade: Hasan (Al-Albani)
[ Sunan Abi Dawud: 3635 ]
📝Note: Yani jisne kisi musalmaan ko maali wa jaani nuqsaan aur izzat wa aabru me na haq takleef di,Allah ta'ala us par osi jaisi takleef daal de ga,osi tarah jisne kisi se nahaq dushmani ki to Allah ta'ala usse dushmani kare ga -
No comments:
Post a Comment